360 Galleria.pk
KORMESIC Hyaluronic Acid Serum
KORMESIC Hyaluronic Acid Serum
Couldn't load pickup availability
agar aap ki skin khushk (dry) hai ya be-ronaq nazar aati hai, to yeh Hyaluronic Acid Serum aap ke liye aik lazmi product hai. yeh serum jild ki gehrai mein ja kar nami (moisture) ko lock karta hai aur usay din bhar naram aur tawanah rakhta hai. is ka makhsoos formula jild ki pani ki kami ko door kar ke usay andar se hydrate karta hai.
is serum ki makhsoos khubiyat yeh hai ke:
-
yeh jild ki rangat ko roshan aur saaf karne mein madad daita hai.
-
tail (oil) ki miqdar ko balance karta hai taakay skin zeyada oily na ho.
-
jild ke masamo (pores) ko kam karne aur rangat ko hamwar bananay mein muawin hai.
-
syringe-style packaging ki wajah se isay istemal karna nihayat asan aur hygienic hai.
agar aap apni skin ko plump, glowing aur hydration se bharpoor dekhna chahte hain, to yeh serum aap ki skincare routine ke liye aik shandar intekhab hai.
