360 Galleria.pk
MAGIC Your Life Banana Lip Balm
MAGIC Your Life Banana Lip Balm
Couldn't load pickup availability
ye magic your life banana lip balm set apne mazedar aur anokhe banana design ki wajah se nihayat dilkash nazar ata hai. har lip balm ek chote kele ki shakal main hai jo na sirf dekhne main pyara lagta hai balkay apke honton ko fori nami aur narmi bhi faraham karta hai. iska formula honton ki khushki ko khatam karne aur unhe sardi ya dhoop k asraat se bachane k lye behtareen hai, jis se apke hont har waqt naram o mulayam rehte hain.
is set main maujood lip balms honton par lagate hi ek natural chamak chor dete hain jo apke chehre ki tazgi ko barha deti hai. inka compact size inhe har waqt sath rakhne k lye nihayat asan banata hai, chahe wo apka school bag ho ya hand pouch. agar ap apne liye ya kisi ko tohfa dene k lye kch quirky aur mufeed talaash kar rahe hain, to ye banana lip balm set ek shandaar intikhab sabit hoga.
